Gande Shoes? 30 Seconds me New Jaisa.
Pani, brush ka chakkar khatam. Sirf 1 wipe nikalo, joota saaf.
Kyun Lena Chahiye?
✅ No Water Needed - Kahin bhi use karo
✅ 1 Wipe = 1 Joota Saaf
✅ White, Black, Leather - Sab pe chalta hai
✅ Bag me rakho - Office, College, Travel
Offer (Best Seller):
1 Box (80 Wipes) - Rs.899
2 Box (160 Wipes) - Rs.1299 [MOST POPULAR]
4 Box (320 Wipes) - Rs.1999 - Family Pack
Delivery: 1-3 din, All Pakistan - Pehle Khol ke Check Karo, Phir Paisa Do.
Aksar Puche Jane Wale Sawal (FAQ)❓
1. Delivery kitne din me aayegi?
All Pakistan me 1-4 din me delivery ho jati hai.
2. 1 Wipe se kitne shoes saaf hote hain?
1 wipe se 1 jora (pair) aaram se saaf ho jata hai. Zyada gande hon to 2 wipes use kar lein.
3. Kya ye har shoes pe use kar sakte hain?
Jee haan! White sneakers, leather shoes, joggers, school shoes sab pe safe hai. Suede / makhmal wale shoes pe use na karein.
4. Kya pani ki zaroorat hai?
Bilkul nahi. No Water Needed. Packet kholo, wipe nikalo, saaf karo, phenk do.
5. Agar product pasand na aaye to?
7 Days Check Warranty hai. Parcel khol ke check kar sakte hain, agar masla ho to 7 din me rabta karein.
6. Best Offer konsa hai?
4 Box (320 Wipes) - Rs.1999 Family Pack sab se zyada bikta hai. 2 Box Rs.1299 MOST POPULAR hai.

